Free Website (blog) kese banaye PVRjokes
Free website (blog) kese banaye
How to create a free website or blog
Apni website kese banaye?? aap sab ke dimaag me ye sawal A arha hoga. main aap ko bataoga ke wesite kese banate hai or aus se paise kese kamate hai. Haa hum free me website bna ker bhat paise kama sakte hai. Website banana bhat assan hai bas mene step ko follow kerte rahiye aur assani se ban jayegi aapki apni website. Tou chaliye main aap ko batata hoo. Sab se phele aap gmail.com per apna accunt bna lijiye ager aap ka account hai tou step follow kijiye.
Step-1
Hum apni Gmail ID ko use kerke website banayege. Blogger.com ye google ka hi ek product hai jese ke gmail. Google ki madad se hum blogger.com per website bna sakte hai. Sabse phele zarorat padti hai gmail Id ki.
Abhi sabse phele blogger.com per jaye.
Yaha aap apni gmail id se login kare.
Step-2
Login karene ke baad aap ko screen ki left site per new blog ka option mile a us per click kare.
New blog per click kerne baad ek popup screen kulegi aus per aap ko website ka naam aur wesite address dalna hoga jessa ke meri website ke naam Hindii Me Help aur adress hai. Hindiimehelp.blogspot.com
Website ka naam aur address dalne ke baad create a new blog per click kare.
Step-3
Ab hamne website ki link choos ker li hai.
Ab hamri website ready ho choki ab hame sirf post dalne hai.
Ab aap ko apni sreen per new post ka button dikh raha hoga. Aus per click kijiye.
Ab hame post daalna hai agle screen per hum apna post likhna hai.
Ab hame post likhna hai aur post ka title likhna hai is ke baad post ko pulish kerne ke liye publish button per click kerna h.
Ab aapki website ready ho chuki hai ab aap apni website google per search ker ker dekh sakte hai.
App apni website ka naam kuch is tarah likhete hai.. Apniwebsotekanaam.blogspot.com
Ab apko koi dikkat ho to aap comment main zarror bataye take main aapko bata saku..

Comments
Post a Comment