Internet se paise kaise kamaye; PVRjokes

Ager aap soch rhe hai ke internet se paise kamana muskil hai to aap bilkul galat soch rhe hai... Aap ko chahiye sahi raha.
To chaliye main aap ko batata ho ke internet se paise kaise kamate hai.
Aaj mai aap ko ek sahi tarike se batauga ke internet se paise kaise kamaye ja sakte hai. Us ka example main khod hi ho is liye aap ko batauga paise kese kama sakte bager kisi investment ke.





Online paise kamane ke liye aap ke paas niche likhi hoi chijo ki zaroot hai.. Na ki kisi degee ya phir paiso ki. 

==internet ki thoki si knowlage
==internet data 
==ek do. Mahine ka intzaar

Ager aaap ke paas uper likhi hue chije hai to main aap ko aisi tips batauga ke aap sirf 2-3 mahine main app..... 10000. Rupee tak kama sakte ho.


—step 1
Sabse phele aap email account bna ligiye.
Mujhe lagta hai aap ke paas phele se email accont hoga. 

Email account banane ke liye aap gmail ha phir yahoo jaise jaise email provider se bna sakte hai.
Account banane ke baad aap ko apna email account milega example ke tor per aesa hoga.. Mohdamirsami@gmail.com
Main aap ko gmail per account banane ki kahoga qki gmail.com sabse accha aur fmus email provider hai.aur age ja ker gmail account ki madad se hi apni website banayege jisse kamai hogi. 


—step 2
Ab hame ek website chahiye.
Gabrane ki koi baat nhi hai.website banana koh badi baat nhi hai main aap ko bataoga ke website kaise banate hai. Aus ke aapke pass apni website hogi.. 



Free main website banane ke liye aap ko blogger.com jana hai waha per aap gmail account se login kijiye. 
Phir ek screen kholegi aus per left site per new blog naam ka ek button hoga aus per click kijiye aus ke baad ek popup screen kholegi aus per apni website ka naam daliye example ke tour per hindiimehelp.blogspot.com.
Jo appki khudki apni website hogi. 


Ab aap apni website per apne man se kuch bhi dal sakte hai joki aapki website show hoga.. 

Is tarah aap 4-5 post daaliye example ke tor per. 

Online paise kese kamaye
Facebook se paise kaise kamaye
Youtube se paise kese kamaye

Isi tarah ke topics per ya phir apne manpasand topic per 4-5 post daaliye aur phir kuch hi dino main aapki site popular ho jayegi google search per ane lgegi visitor badne laggege. 



Step 3 important step
Ads se kamai kese hogi

Ye sabse main step hai step m aap ko btaoga ke paise kese kamate. 
Jab koi google adsense ke ad apni website per lagata hai tou us se kamai hoti hai. 


Ager aap ke dimaag m koi bhi confution hai tou comment m zarror puchna 
Good luck ab app apni website banaye aur paise kamaye.

Comments

Popular posts from this blog

Top 20 Pics Duplicates of Indian famous celebrities

Hollywood से Copy ki गई हैं Bollywood ki ये 2 Movies

How to talk to Anyone (Hindi) part 2- communication skills Seeken PVRjokes